Latest 135+ Maut Shayari in Hindi 2025

Maut Shayari ज़िन्दगी और मौत के गहरे एहसासों को शब्दों में ढालने का एक खास तरीका है। यह शायरी हमें उस दर्द, खामोशी और यादों से जोड़ती है, जो किसी अपने के चले जाने के बाद दिल में रह जाती हैं। मौत पर लिखी गई शायरी न सिर्फ़ दुख व्यक्त करती है, बल्कि इंसान को ज़िन्दगी की असलियत और उसकी नाज़ुकता भी समझाती है।

इस लेख में आपको अलग-अलग प्रकार की Maut Shayari मिलेगी — कभी दर्द भरी, कभी दार्शनिक, तो कभी ज़िन्दगी और मौत की तुलना करती हुई। हर शायरी छोटे और आसान शब्दों में लिखी गई है, ताकि हर कोई इसे महसूस कर सके और दूसरों के साथ बाँट सके।

Maut Shayari

Maut Shayari
Maut Shayari

मौत मौका देती है ,
जिंदगी चौंका देती है ||

Maut mauka deti hai,
Zindagi chonka deti hai ||

Maut Shayari
Maut Shayari

कमाल है न जाने ये कैसा उनका प्यार का वादा है
चंद लम्हे की जिंदगी और नखरे मौत से भी ज्यादा हैं

Kamāl hai na jaane ye kaisa unka pyaar ka wada hai,
Chand lamhe ki zindagi aur nakhre maut se bhi zyada hain.

Maut Shayari
Maut Shayari

एक दिन हम भी कफ़न ओढ़ जायेंगे,
सब रिश्ते इस जमीन के तोड़ जायेंगे,
जितना जी चाहे सता लो मुझको,
एक दिन रोता हुआ सबको छोड़ जायेंगे।

Ek Din Hum Bhi Kafan Odh Jayenge,
Sab Rishte Iss Jameen Se Tod Jayenge,
Jitna Jee Chaahe Sataa Lo Mujhko,
Ek Din Rota Huya Sabko Chhod Jayenge.

Maut Shayari
Maut Shayari

एक दिन सबने जाना है, कहाँ तक भागोगे, 🏃‍♂️
मौत आएगी, तुम कब तक जागोगे।

Ek din sabne jaana hai, kahan tak bhagogey, 🏃‍♂️
Maut aayegi, tum kab tak jaagogey

Maut Shayari
Maut Shayari

मौत माँगते हैं तो zindagi खफ़ा हो जाती है,
Zeher लेते हैं तो वो भी dawa हो जाती है,
तू बता ऐ ज़िंदगी तेरा क्या करूँ,
जिसको भी चाहा वो bewafa हो जाती है.

Maut maangte hain to zindagi khafa ho jaati hai,
Zeher lete hain to wo bhi dawa ho jaati hai,
Tu bata, aye zindagi, tera kya karoon,
Jisko bhi chaaha, wo bewafa ho jaati hai.

Maut Shayari in Hindi

Maut Shayari in Hindi
Maut Shayari in Hindi

आता है कौन कौन तेरे गम को बताने,
गालिब तू अपनी मौत की अफ़वाह उड़ा कर देख।

Aata Hai Kaun Kaun Tere Gam Ko Batne,
Galib Tu Apni Maut Ki Afwah Uda Kar Dekh.

तेरी Maut का ये गम हम Sah लेंगे
Naseeb में ही नहीं था तू Dil को ये कह लेंगे
तू तो Shuru से ही Khwabon में रहा है मेरे
उसी Khwabon में अब हम सारी Umar रह लेंगे…

Teri maut ka ye gham hum sah lenge,
Naseeb mein hi nahin tha tu dil ko ye keh lenge,
Tu to shuru se hi khwabon mein raha hai mere,
Usi khwabon mein ab hum saari umar reh lenge…

अब नाराजगी खत्म कर दे मौत से कह दो,
वो बदल गया है जिसके लिए हम जिन्दा थे !

Ab narazgi khatam kar de maut se keh do,
Woh badal gaya hai jiske liye hum zinda the.

कौन जीने के लिए मरता रहे
लो संभालो अपनी दुनिया हम चले

kaun jiine ke liye marta rahe
lo sambhalo apni duniya ham chale

ना जाने मेरी मौत कैसी होगी पर ये
तो तय है तेरी बेवफाई से बेहतर होगी

Na jaane meri maut kaisi hogi,
Par ye to tay hai, teri bewafai se behtar hogi

Kafan Maut Shayari

Kafan Maut Shayari
Kafan Maut Shayari

Jindagi भी यहां Katl करती है अक्सर
Maut ने न जाने कितनों की Jaan बक्शी है।

Zindagi bhi yahan katl karti hai aksar,
Maut ne na jaane kitno ki jaan bakshi hai.

मौत को तो यूँ ही बदनाम करते हैं लोग,
तकलीफ तो साली जिन्दगी देती है!😭

Maut ko to yun hi badnaam karte hain log,
Takleef to saali zindagi deti hai! 😭

कौन कहता है कि मौत आई तो मर जाऊंगा
मैं तो दरिया हूं समुंदर में उतर जाऊंगा

kaun kahta hai ki maut aai to mar jaunga
main to daria huun samundar men utar jaunga

मोहब्बत ने दिया जो ज़ख्म, अब दवा नहीं चाहिए,
बस एक सुकून की नींद चाहिए, मौत से ज़्यादा नहीं चाहिए

Mohabbat ne diya jo zakhm, ab dawa nahi chahiye,
Bas ek sukoon ki neend chahiye, maut se zyada nahi chahiye.

कफ़न की गिरह खोल कर
मेरा दीदार तो कर लो,
बंद हो गई हैं वो आँखे
जिन से तुम शरमाया करती थी।

Kafan Ki Girah Khol Kar
Mera Deedaar To Kar Lo,
Band Ho Gayin Hain Wo Aankhein
Jin Se Tum Sharmaaya Karti Thi.

Dard Maut Shayari

Dard Maut Shayari
Dard Maut Shayari

कितना और दर्द देगा बस इतना बता दे
ऐसा कर ऐ खुदा मेरी हस्ती मिटा दे
यूं घुट घुट के जीने से तो मौत बेहतर है,
मैं कभी न जागूं मुझे ऐसी नींद सुला दे

Kitna aur dard dega bas itna bata de,
Aisa kar aye khuda meri hasti mita de.
Yoon ghut ghut ke jeene se to maut behtar hai,
Main kabhi na jaagoon, mujhe aisi neend sula de.

दर्द गूंज रहा dil में शहनाई की तरह,
Jism से मौत की ये sagaai तो नहीं.

Dard goonj raha dil mein shehnai ki tarah,
Jism se maut ki ye sagaai to nahi.

जिंदा था, हर पल दर्द में था,
अब मौत आई तो खुशियों का अहसास हुआ है।

Jab zinda tha, har pal dard mein tha,
Ab maut aayi toh khushiyon ka ehsaas hua hai.

कितना दर्द है दिल में दिखाया नहीं जाता,
गंभीर है किस्सा सुनाया नहीं जाता,
एक बार जी भर के देख लो इस चहेरे को,
क्योंकि बार-बार कफ़न उठाया नहीं जाता.

Kitna dard hai dil mein dikhaya nahi jaata,
Gambhir hai kissa sunaya nahi jaata,
Ek baar jee bhar ke dekh lo is chehre ko,
Kyunki baar-baar kafan uthaya nahi jaata.

तुम दर्द भी हो मेरा और दर्द की दवा भी हो,
मेरी मौत का कारण भी हो तुम, जीने की वजह भी हो,
खुली नज़रो से तुम दूर हो बहुत मुझसे,
बंद आँखों में हर जगह मेरे पास भी हो तुम।

Tum Dard Bhi Ho Mera Aur Dard Ki Dawa Bhi Ho,
Meri Maut Ka Karan Bhi Ho Tum, Jeene Ki Vajah Bhi Ho,
Khuli Nazro Se Tum Door Ho Bahut Mujhse,
Band Ankhon Me Har Jagah Mere Paas Bhi Ho Tum.

Maut Ki Shayari

Maut Ki Shayari
Maut Ki Shayari

मौत ने पूछा मुझसे तुम कितनी देर जिंदा रहोगे
मैं हंसते हुए बोला तुम खुद ही देखोगे..!!!

Maut ne poocha mujhse, “Tum kitni der zinda rahoge?”
Main hanste hue bola, “Tum khud hi dekhoge”..!!!

मौत एक सच्चाई है उसमे कोई ऐब नहीं,
क्या लेके जाओगे यारों कफ़न में कोई जेब नही..!!

Maut ek sacchai hai, usme koi aib nahi,
Kya leke jaoge yaaro kafan mein koi jeb nahi..!!

आई होगी किसी को हिज्र में मौत
मुझ को तो नींद भी नहीं आती

Aayi hogi kisi ko hijr mein maut,
Mujhko to neend bhi nahi aati.

ज़िंदगी इक सवाल है जिस का जवाब मौत है।।
मौत भी इक सवाल है जिस का जवाब कुछ नहीं।।

Zindagee ik savaal hai jis ka javaab maut hai
maut bhee ik savaal hai jis ka javaab kuchh nahin.

वादे तो हजारों किये थे उसने मुझसे,
काश एक वादा ही उसने निभाया होता,
मौत का किसको पता कि कब आएगी,
पर काश उसने ज़िन्दा जलाया न होता.!!

Vaade To HaJaaron Kiye The Usne Mujhse,
Kaash Ek Vaada Hi Usne Nibhaya Hota,
Maut Ka Kisko Pata Ki Kab Aayegi,
Par Kaash Usne Zinda #Jalaya Na Hota.!!

Maut Par Shayari

Maut Par Shayari
Maut Par Shayari

अब तो घबरा के ये कहते हैं कि मर जायेंगे,
मर के भी चैन न पाया तो किधर जायेंगे।

Ab To Ghabra Ke Ye Kehte Hai Ki Mar Jaayenge,
Mar Ke Bhi Chain Na Paaya To Kidhar Jaayenge.

वो ढूंढ रहे थे हमें शायद उन्हें हमारी तलाश थी,
पर जहाँ वो खड़े थे वही दफ़न हमारी लाश थी.

Woh dhoond rahe the humein shayad unhein hamari talaash thi,
Par jahaan woh khade the wahi dafan hamari laash thi.

ऐ मौत आ कर हमको खामोश तो कर गई तू,
मगर सदियों दिलों के अंदर हम गूंजते रहेंगे।

Ai maut aa kar humko khamosh to kar gayi tu,
Magar sadiyon dilon ke andar hum goonjate rahenge.

मौत ही इंसान की दुश्मन नहीं
जिंदगी भी जान लेकर जाएगी

maut hi insan ki dushman nahin
zindagi bhi jaan lekar jayegi

एक आदमी जो पूरी तरह से रहता है
वह किसी भी समय मरने के लिए तैयार है..!!

Ek aadmi jo poori tarah se rehta hai,
Woh kisi bhi samay marne ke liye tayaar hai..!!

Sad Maut Shayari

Sad Maut Shayari
Sad Maut Shayari

मौत के साये में जीने की आदत हो गयी,
जिंदगी से मोहब्बत सिर्फ एक ग़लत आदत हो गई।

Maut ke saaye mein jeene ki aadat ho gayi,
Zindagi se mohabbat sirf ek ghalat aadat ho gayi.

कितना दर्द है दिल में दिखाया नहीं जाता,
किसी की बर्बादी का किस्सा सुनाया नहीं जाता,
एक बार जी भर के देख लो इस चहेरे को,
क्योंकि बार-बार कफ़न मुहं से उठाया नहीं जाता.

Kitna dard hai dil mein dikhaya nahi jaata,
Kisi ki barbaadi ka kissa sunaya nahi jaata,
Ek baar jee bhar ke dekh lo is chehre ko,
Kyunki baar-baar kafan muh se uthaya nahi jaata.

जहर पिने से कब मौत आती है,
मर्जी खुदा की भी चाहिए मरने के लिए !

Zeher pine se kab maut aati hai,
Marzi Khuda ki bhi chahiye marne ke liye!

रहने को सदा दहर में आता नहीं कोई
तुम जैसे गए ऐसे भी जाता नहीं कोई

rahne ko sadadahr men aata nahin koi
tum jaise gae aise bhi jaata nahin koi

करती नही रहम कुदरत मासूम हो या शैतान,
वक़्त के हुक्म का मातम ही तो मनाया जाता है।

Karti nahi reham kudrat masoom ho ya shaitaan,
Waqt ke hukm ka maatam hi to manaya jaata hai.

Zindagi Maut Shayari

Zindagi Maut Shayari
Zindagi Maut Shayari

वादा करके और भी आफ़त में डाला आपने,
ज़िन्दगी मुश्किल थी अब मरना भी मुश्किल हो गया।

Vaada Karke Aur Bhi Aafat Mein Dala Aapne,
Zindagi Mushkil Thi Ab Marna Bhi Mushkil Ho Gaya.

पता नहीं कौन सा जहर मिलाया था तुमने मोहब्बत में…
ना जिंदगी अच्छी लगती है और ना ही मौत आती है…

Pata nahi kaun sa zeher milaya tha tumne mohabbat mein…
Na zindagi acchi lagti hai aur na hi maut aati hai…

उनसे बिछड़े तो मालूम हुआ मौत क्या चीज है
ज़िन्दगी वो थी जो हम उनकी महफ़िल में गुजार आए

Unse bichhde to maaloom hua maut kya cheez hai,
Zindagi wo thi jo hum unki mehfil mein guzaar aaye.

मौत आये तो दिन बदलें शायद,
ज़िंदगी ने तो मार ही डाला है।

Maut Aaye Toh Din Badalein Shayad,
Zindagi Ne Toh Maar Hi Daala Hai.

उस पल ही मौत से मुलाकात होगी,
जिस पल जिंदगी की आखिरी रात होगी,
तेरे अपने ही जला कर जायेंगे तुम्हें,
तेरी अहमियत बस खास होगी.

Us Pal Hi Maut Se Mulakat Hogi,
Jis Pal Zindagi Ke Aakhri Raat Hogi,
Tere Apne Hi Jala Kar Jayege Tumhe,
Teri Ahmiyat Bas Khas Hogi.

Maut Shayari 2 Line

Maut Shayari 2 Line
Maut Shayari 2 Line

निकले जो जनाजा मेरा दो फूल गिरा देना,
मिलने की तमन्ना हो तो कफन हटा देना।

Nikle Jo Janaza Mera Do Phool Gira Dena,
Milne Ki Tamanna Ho To Kafan Hata Dena.

मुझे यार कहने वाले दोस्ती का फर्ज अदा करना
जीने की ना सही पर मेरे मरने की दुआ करना !

Mujhe yaar kehne wale, dosti ka farz ada karna
Jeene ki na sahi, par mere marne ki dua karna!

और मैंने आज जब तेरे बाद खुद को मौत पर फना कर दिया,
मौत आई करीब मेरे और मुझे पहचानने से मना कर दिया.

aur mainne aaj jab tere baad khud ko maut par fanaa kar diyaa,
maut aaii kareeb mere aur mujhe pahachaanane se manaa kar diyaa.

कौन जाने कब मौत का पैगाम आ जाये,
ज़िंदगी की आखरी शाम आ जाये,
हम तो ढूंढते हैं वक़्त ऐसा जब,
हमारी ज़िन्दगी आपके काम आ जाये।

Kaun Jane Kab Maut Ka Paigam Aa Jaye,
Zindagi Ki Akhari Sham Aa Jaye,
Hum To Dhundhte Hain Waqt Aisa Jab,
Hamari Zindagi Apke Kam Aa Jaye.

तुमसे मोहब्बत करना मेरी खता हो गई
मौत ही मेरी जिंदगी की सजा हो गई !

Tumse mohabbat karna meri khata ho gayi
Maut hi meri zindagi ki saza ho gayi!

Meri Maut Shayari

Meri Maut Shayari
Meri Maut Shayari

मेरी हर दुआ में अब तेरा नाम आता है,
दोस्त की मौत का ग़म हर खुशी को खा जाता है।

Meri har dua mein ab tera naam aata hai,
Dost ki maut ka gham har khushi ko kha jaata hai.

मिट्टी मेरी कब्र से उठा रहा है कोई,
मरने के बाद भी याद आ रहा है कोई,
ऐ खुदा कुछ पल की मोहलत और दे दे,
उदास मेरी कब्र से जा रहा है कोई।

Mitti Meri Kabr Se Uthha Raha Hai Koi,
Marne Ke Baad Bhi Yaad Aa Raha Hai Koi,
Ai Khuda Kuchh Pal Ki Mohlat Aur De De,
Udaas Meri Kabr Se Ja Raha Hai Koi.

मौत से किसकी रिश्तेदारी है
आज मेरी तो कल तेरी बरी है

Maut se kiski rishtedari hai,
Aaj meri to kal teri bari hai.

वो कर नहीं रहे थे मेरी बात का यकीन
फिर यूँ हुआ के मर के दिखाना पड़ा मुझे

Wo kar nahin rahe the meri baat ka yaqeen,
Phir yun hua ke mar ke dikhana pada mujhe.

दो गज ज़मीन सही मेरी milkayat तो है,
ऐ मौत, तूने मुझको zamindar कर दिया.

Do gaz zameen sahi meri milkiyat to hai,
Ae maut, tune mujhko zamindar kar diya.

Maut Shayari in English

Maut Shayari in English
Maut Shayari in English

Chhod ke maal-o-daulat saari duniya mein apni
Khaali haath guzar jaate hain kaise kaise log

Maut zara intezaar kar khushiyan mana rahi hoon main
Tu taiyaari poori kar le tujhse milne aa rahi hoon main!

Maut ko to maine kabhi dekha nahin,
Par yaqeenan bahut khubsurat hogi,
Jo bhi milta hai usse jeena chhod deta hai.

Rahane ko sada dahar mein aata nahin koee
tum jaise gae aise bhee jaata nahin koee

Maut tu to jawab de,
Logon ki bheed mein akela hoon,
Kam se kam tu to mera haath thaam le.

Also Read : Waqt Shayari

निष्कर्ष (Conclusion)

Maut Shayari हमें ज़िन्दगी की सच्चाई से रूबरू कराती है। यह शायरी सिर्फ़ मौत का ज़िक्र नहीं करती, बल्कि जीते जी रिश्तों की अहमियत, यादों की ताक़त और इंसानियत के असली मायने भी समझाती है। हर अल्फ़ाज़ दिल को छू लेने वाला है और हमें यह याद दिलाता है कि मौत अंत नहीं, बल्कि एक नई शुरुआत है।

अगर आपको यह Maut Shayari संग्रह पसंद आया हो, तो इसे अपने दोस्तों और सोशल मीडिया पर ज़रूर शेयर करें। आप चाहें तो अपनी लिखी हुई शायरियाँ भी हमें भेज सकते हैं, जिन्हें हम अगले लेख में शामिल कर सकते हैं।

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top